Maharani
Karun
paroles Karun Maharani

Karun - Maharani Lyrics & Traduction

[Nazaré Pereira]
Lambo
O sol vive sem amor
Eu não vivo sem te ver
Quem chega na maré cheia é cantiga de bem querer

[Karun]
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door

[Arpit Bala]
Haan ji, haan ji, de do mic pe light ab hai
Bolna bohot kuch toh khol li botal hai
And I swear to God, this ain't that liquor talk
Mujhe nahi karna flex par ye bandi aisi
Gunguna hi deti mere gaane sunke
Maano ratke baithi mere verse ye saare
Bandi boycut rapper, ispe line hai ladko ki
Par gaati gaane sirf mere waale
Bhai sach main bolu toh ye bandi set hai
Na ye fooke maal aur na ye karti diet hai
Mera dil bhi dekh ke poochhe, "Kaun hai, bhai?"
Main kehta, bhai to bhai, "Ye tere bhai ki setting hai"
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tujhe dekh ke pighal sa jaata main
Fikar unki jo rahe teri galiyon mein
Haan ji, rehti tu band kamro mein se
Kabhi dekh le khud ko tu sheeshe mein
Haan ji, nazre utaar tu sheeshe se
Aankhein aise jaise kanche aur kainchi hai
Baaki saari ab lagti hain feeki-si
Tu hi tu aur tu hi andhere-si
Rehta tha behka par tere diwano se darta tha thoda-sa
Thoda toh main bhi ab tere diwano-sa rehta hu behka
Tere kanche-si aankho mein rehta hu behka-sa

[Karun]
Maharani jaisi tu bal khati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta

[ReVo LEKHAK]
Yo waake teri chupni ma chodke chan ban
Scooby-dooby aankhein ma teri ve jali shaam
No teru gon teru pata ni bas yaad krte maya ke chaye teri tu chey meri baan
Haan, likh dun chaar lakh kisse uss raat pe jis raat ke deewane main aur mera dil
Tere peeche main Ghalib
Khaati hai plan ye aashiqi saazish mein rakhta ki, haan ji
Par inn usulo ka main ban chuka kaatil
In usulo ki hai khud se jaan li, haan ji
Tu jaanti hai kyu naam tera jaanta ni?
Jaan'na hu chahta lekin puch nahi pata, shit jaanta ni kyu
Ye pyaar thaa ya moh, I'm confused
Jo line aaj kar rhyme raha, kari na mehsoos
Tujhke dekhne se pehle
Aur dekh le bina shayad fir na ho paya mehsoos
Ya nasha tujhe dekhne se faile
Tabhi yaad teri jaam samajh to phasa ek rakhu tujhe chupake mehfooz
Ab tu pyaar de ya jaan le mujhe sab hai qubool
Mujhe sab hai qubool

[Nazaré Pereira]
O sol vive sem amor
Eu não vivo sem te ver
Quem chega na maré cheia é cantiga de bem querer

[Karun]
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door (Door na jaana)
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door

[Karun]
Hello, hello, mic check-check-check-check
Meri aankhein tujhe karne lagi hai check
Teri baatein mujhe karne lagi hai stress
Kamar teri ooh baby karne lagi impress
Dress, we'll have sex when we tryna make it out
Have fun, make chill and jana phuke
Aaj samajh na sake mujhe koi bhi yaha pe
Bina chune hai na phuka poora loota jahan ne mujhe
Kasmo mein, vaadon mein jaane ka shauk nahi hai
Karmo mein jaadu dekha tabhi peeche khada
Tere shaagid bane, haazir hue, Ghalib bane, zaalim hue
Haal hai dil ka kaatil
Hue vaajib-si baaton se hi malik hue
Maharani tere aadi hue, rani tere aadi hue

[Karun & ReVo LEKHAK]
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Maharani jaisi tu bal khaati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai
Maharani jan tu, maharani jan tu
Maharani jaisi tu bal khaati jaati hai
Maharani jaisi tu mujhe samajh mein aati hai (Door na jaana)
Maharani jan tu, maharani jan tu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Bolya ve jo tere pichne bhi pagal hue kyu
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta
Aana-jaana laga rehta, aana-jaana laga rehta


Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)