Woh ankhein jo sirf mujhe dekhti thi
Woh hont jo sirf mujhe pukarte the
Un par kisi aur ka hakk bardasht nahi hota
Waqt hi kahaan tha tumhare paas
Ki un hothon par thehar sako
Un ankhon mein utar sako
Ab main kisi aur ki ho chuki hoon
Jab tere kareeb the
Kitne khushnaseeb the
Raatein sab charaagon wali
Saare din bhi Eid the
Chaahatein thi chand par
Dooriyon ki kya fikar
Jaise lafz aur batein
Aise nazdeek the
Teri judaiyon mein barse woh naina bhi Sau dard milke jinko rula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jis raat ankhein soye sukun se
Woh raat aati kyun nahi
Jis raat ankhein soye sukun se
Woh raat aati kyun nahi
Pichhle baras tu baahon se jaa chuki
To dil se jaati kyun nahi
Haan kyun teri yaadon ko
Ab tak sambhala hai
Tasveer teri hum kyun jala na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha ho
Bujhne laga hai dil
Khwaabon mein kaise yeh
Bairan hawayein main karun
Ab kiske aage main
Kholoon hatheli yeh
Kis'se duayein main karoon ho
Koyi khuda hai to
Mazboor kyun hai woh
Bichhde dilon ko
Woh kyun mila na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Kaun kehta hai ki
Bichadne mein mohabbat ki haar hai
Jo adhoora reh gaya
Woh bhi to pyar hai
Bas wohi to pyar hai
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)