[Jubin Nautiyal]
Waise to zamaane bhar ki
Waise to zamaane bhar ki daulat main thukra doon
Baazar-e-mohabbat mein bekeemat hee bikta hoon
Shayar to nahi main lekin jab se tumko dekha
Jab se tumko dekha, ghazlein main bhi kuch likhta hoon
[Jubin Nautiyal]
Tum bhi kabhi meri aankhein padho
Kuch bole bina bhi jaan lo
[Jubin Nautiyal]
To samjho na
Mere dil ki iltaja
Tumhe mil ke har dafaa
Koi jadoo sa hua
To samjho na
Meri pagal khwaishein
Maine aksar khwaab mein
Tumhe aankho se chhua
[Jubin Nautiyal, Suvarna Tiwari]
To samjho na, samjho na
To samjho na, sunlo na
Margayiyaan
Tere pyaar mein margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawar gayi
Deewani hogayiyaan
Tere pyaar main margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawar gayi
Deewani hogayiyaan
To samjho na, sunlo na
[Jubin Nautiyal]
Dariya main, tu kinara
Aawara hoon tere bina
Tere bin, mar hee na jaaun
Mujhse nazrein na tu pherna
[Jubin Nautiyal]
Hairaan hoon main ye kya ho gaya
Main yoon sarphira to na tha
[Jubin Nautiyal]
To samjho na
Mere dil ki iltaja
Tumhe mil ke har dafaa
Koi jadoo sa hua
To samjho na
Meri pagal khwaishein
Maine aksar khwaab mein
Tumhe aankho se chhua
[Jubin Nautiyal, Suvarna Tiwari]
To samjho na, samjho na
To samjho na, sunlo na
Margayiyaan
Tere pyaar mein margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawar gayi
Deewani hogayiyaan
Tere ishq me kamli ho ke main
Teri yaad me dariya ro ke main
Tere haq me duaein kar gayi
Tere noor se main to bhar gayi
Tujhse jo mohabbat ho gayi
Tu reh gaya, main to kho gayi
Tujhe paake duniya mil gayi ab mujhe
To samjho na, samjho na
To samjho na, sunlo na
Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)