Intezaar hai us wakt ka jab ghumunga mein car mein
Jo muze lena hai mere kamai ke aadhaar pe
Bazaar mein jo cheeze aaj mehngi hai muzse far hai
Panauti chunauti banke mujhpe savar hai
Deewar hi deewar hai daraar hi daraar hai
Kamyabi faraar hai ha sab juch bekar hai
Zindagi mein har ek cheeze mein meri dikat hai
Batting karne milti hai toh pehle ball pe wicket hai
Ticket hai kya tere paas puchta hai tc
Jis din bina ticket liye mein travel karu ac
Jhand wali haalato ke leke mein chala hoo
Thoda bhand hoo fir bhi garmi mein tuze mein thad ka maza du, kya?
Jhand hai (x3)
Zindagi toh jhand hai jhand hai jhand hai jhand hai
??? jhand hai ha ha jhand hai
Zindagi toh jhand hai
School ki samay mein mein dimaag se thoda paplu tha
Aur thoda sa jyada kala mota gablu tha
Gabru tha mein height mein aur koi bhi aake fight deke
Chal deta tha ???? bolke mein bal dikhata
Road gilla hai chote shot billa hai
Tahlif itni badi jitna godzilla hai
Chillay, mere andar ka rooh hona chahta robaroo
Upar vale se haath jodkar unse mein puchu
Safalta milti hai sabko fafalta sirf mein kyu
Pareshani batti sab mein lekin harbar fasta mein hoo
Kyu? kyu? sunaraha tum logo ko dasta ye (dasta ye)
Takhlifo se bhara hai rasta yeh
Chehre pe bahut bade wali hasi
Gam ko chupane ka naquab tha ye
Jhand hai (x3)
Zindagi toh jhand hai jhand hai jhand hai jhand hai
??? jhand hai ha ha jhand hai
Zindagi toh jhand hai
Saath jo hai deta voh bigaadta halat ko
Raat ko na so saka kyuki mein mere baat ko
Likh raha tha kaagaj ke panno pe
Kaano mein avaj sunai deti thi "tum kuch banoge"
Vahi ek soch ko, leke chala roj roj
Kandhe pe mere bojh bojh
Takhlf muze noch noch ke kha rahi hai
Mehnat ke gaadi pe tera bhai ek sawari hai
Haar na manunga chote koshish meri jaari hai
Is khel ka khiladi mein (khilad mein)
Ha ab meri bari hai (meri bari hai)
Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)