Mujhko itna bataye koi
Kaise tujhse dil na lagaye koi
Rabba ne tujhko banane mein
Kardi hai husn ki khaali tijoriyan
Kajal ki siyahi se likhi
Hai tune jaane
Kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Patjhad ke mausam mein bhi
Rangi chanaron jaisi
Jhanke sannnaton mein tu
Veena ke taaron jaisi
Hmm, sadiyon se bhi lambi yeh
Mann ki amavasein hain
Aur tu phuljhadiyon wale tyoharon jaisi
Chanda bhi deewana hai tera
Jalti hai tujhse
Saari chhakoriyan
Kajal ki siyahi se likhi
Hai tune jaane
Kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaun
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Piya ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main hath lagaun
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)
(Ishq hai piya, Ishq hai piya)
Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)