Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Hum Galiyon me bhatakte rehte hai
Vo samundar Kinare Hote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Pagal ho jaungi Ana kabhi na
Galiyon me unki jaana kabhi na
Hum Jinda gaye the karib unke
Ab dekho mare hue laute hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Hatho se khelte honge ya pairo se
Fursat kaha hai ab unko hai gairo se
Unke mohabbat har jagah
Vo jo kehte the hum iklote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aa kar lo sahab hamse kaha baat karte ho
Aaj us shaksh ka naa naam btayenge
Jaani tha jaani Mile jis kaayar ka
Galti thi choti mohobbat kari jo
Galti badi thi jo kar baithe shayar se
Aag ka dariya Jafa unki
Har din lagane hote hai
Jinke Liye Hum Rote hai
Vo kisi or ki baaho me sote hai
Paroles2Chansons dispose d’un accord de licence de paroles de chansons avec la Société des Editeurs et Auteurs de Musique (SEAM)